Bahut se traders Daily trading hi karte hain.
Unka trading system is baat par hota hain ki daily unko profits mil jata hain.
kya aap bhi daily trading karte hain ?
Bahut se traders Daily trading hi karte hain.
Unka trading system is baat par hota hain ki daily unko profits mil jata hain.
kya aap bhi daily trading karte hain ?
haan bhai mostly trader daily trading hi karna pasand karte hai, main khud ek daily trader hoon, lekin din mein sirf 1 hi baar trade karne ka rule hai mera, lekin jis din over trade kar deta hoon, loss pakka hota hai.![]()
daily trading karne mein koi burai nahi hai mein toh sochta hoon ki sahi trend agar mill jaye toh koi badi baat nahi hai roz tading karne mein hamesha aisa hota nahi hai bhai agar ho jaye toh badiya hai sabse.
bhai sahib mujhe toh lagta hai ki harr trader ko daily trade karna chahiye taaki woh iss field se zyaada se zyaada paisa kama sakein aur iss field mein agar hum bina jaankari ke trade karein toh loss hee hoga isiliye zaruri hai ki hum markets ki poori jaankari leke hee trade karein
ha bhai yadi ham roz trend ko kafi samajh kar our analysis karke trading karte hai to hame daily trading me koi bhi problem nahi hoti hai bas hame trading ko suru karne ke pahale ek bar kafi acche se samajh lena jaroori hota hai.
Bookmarks